Roman script

chhupa bhi na sakege bta bhi na sakege 

huye yu tere pyar mein pagal piya 

jo tere na huye to kisi ke na rahege 

ke ab na kisi aur se lage jiya 

na jane ye zamaana kyu chaahe re mitana

kalank nahi ishq hai kajal piya

kalank nahi ishq hai kajal piya

duniya ki nazro mein ye rog hai

ho jinko wo jane ye jog hai

ik tarfa shayad ho dil ka bharam

do tarfa hai to ye sanjog hai

hazaro mein kisi ko taqdeer aisi

mili hai ik ranjha aur heer jaisi

na jane ye zamana kyu chahe re mitana

kalank nahi ishq hai kajal piya

kalank nahi ishq hai kajal piya

Explore this song