Roman script

hawao mein bahenge ghatao mein rahenge 

main barkha teri tu mera baadal piya 

jo tere na huvw to kisi ke na rahenge 

deewani main teri tu mera pagal piya 

hajaro mein kisi ko takdeer aisi

mili hai ik ranjha aur heer jaisi

na jane ye jamana kyo chahe re mitana 

kalnk nahi ishq hai kajal piya 

kalnk nahi ishq hai kajal piya 

duniya ki najro mein ye rog hai 

ho jinko wo jane ye jog hai 

ik tarfa shayad ho dil ka bhram

do tarfa hai to ye sanjog hai 

layi re jab jindagani ki kahani 

kaise mod pe lage re khud se paraye

ham kisi se naina jod ke 

jo apna hai sara sajniya pe wara

na thamenge kisi aur ka aanchal piya

hajaro mein kisi ko takdeer aisi

mili hai ik ranjha aur heer jaisi

na jane ye jamana kyo chahe re mitana 

kalnk nahi ishq hai kajal piya 

kalnk nahi ishq hai kajal piya 

kalnk nahi ishq hai kajal piya

Explore this song