Roman script

kala kala tum ho sakar 

kahe payal ki jhankar 

dekhu man ke naiyan se main palak band karke 

baaho mein tujhko bhar ke tera ang ang nache 

jag sara sang nache

dil wo dekhe dekh sake na jo naiyan 

dekhu man ke naiyan se 

tera bijli ka badan hai

tera bijalu ka badan hai tere badan mein magan hai

teri sanso me madhuban hai tere hontho mein sawan hai 

tu bujha de mere pyase jiya ki ye jalan 

dekhu man ke naiyan se

jogi jogi na jab tak 

pyar kala na ho sakar

man ke naiyan pe mujhko bada hai bharosa

man ke naiyan pe mujhko bada hai bharosa

tan ke to aankhe sabko deti hai dhokha

man ke naiyan pe mujhko bada hai bharosha

kahta hai dil mera pyar tumhi ho

sapno ka mera sansaar tumhi ho

dhundhu tumhi ko main to har murt mein

dekhu tumhi ko main har surt mein

Explore this song