Roman script

sun sun pyari pyari mithi mithi boliya

kahde kahde kahde jogan hai soniya

kala doriya kala doriya kundi naal adta aye

kala doriya ho kala doriya kundi naal adta aye

munda koi na munda koi na meri nazro me chad da hai

munda koi na meri nazro me chad da hai

listen shadi wahi karni 

wahi karni shadi wahi karni wahi karni shadi wahi karni 

jaha naukar chakar ho credit card ho credit card ho

banko me locker hai credit card ho

sasu wo chahiye 

wo chahiye sasu wo chahiye

wo chahiye sasu wo chahiye jo sidhi sadhi ho

sal me chah mahine sal me chah mahine

jo tirth jati ho sal me chah mahine

kala doriya kala doriya kundi naal adta aye

kala doriya ho kala doriya kundi naal adta aye

munda koi na munda koi na 

meri nazro me chad da hai munda koi na

sasusra wo chahiye

wo chahiye sasura wo chahiye

wo chahiye sasura wo chahiye jo uncha sunda ho

club me saare din club me saare din 

shatrang khelta ho sasusra wo chahiye

nandi badi mile

ha mile jo nandi badi mile

ha mile jo nandi badi mile gifte bhijwati ho

panch ke sal me panch ke sal me

jo mayke aati ho panch ke sal me 

kala doriya ho kala doriya kundi naal adta aye

kala doriya ho kala doriya kundi naal adta aye

munda koi na munda koi na 

meri nazro me chad da hai munda koi na

listen to me this is my final requirement ok 

dulha wo lena wo lena dulha wo lena

wo lena dulha wo lena jo dikhta solid ho

lafda proof ho lafda proof ho

asli unmarried ho dulha wo lena

what a thought yaar

dil aisa husband chahe jo mere naz uthaye

kahi line aur na mare bas mujhpe tan man ware

jo world ka tour karaye naye naye gahne dilwaye

love me ek fire si ho thoda shayar wayar bhi ho

ghar thoda bahut sajale khana shana bhi pakale

kabhi saut nahi wo laye ek do bache hi chahe

husband wo chahiye

wo chahiye husband wo chahiye

wo chahiye husband wo chahiye jo hasta rahta ho

har din band sa har din band sa 

jo bajta rahta ho husband wo chahiye

kala doriya ho kala doriya kundi naal adta aye

kala doriya ho kala doriya kundi naal adta aye

munda koi na munda koi na 

meri nazro me chad da hai munda koi na

hey kudiye bawri kudiye bawri thoda dhiraj tu dharle

dulha payegi dulha payegi

jaisa tujhko chahiye dulha payegi

main to jogi hu jogi hu main to jogi hu

sansar chhod  baitha

main to jogi hu main to jogi hu 

sansar chhod baitha

nahi to main tujhse nahi to main tujhse

foran shadi karta nahi to main tujhse

bal safed hai par dil ka solid hu

lafda proof hu lafda proof hu

ab tak unmarried hu lafda proof hu

thoda shayar wayar bhi main hu

thoda disco visco bhi karlu

tere dil ka dunga band baja

ab to mujhko husband bana

hame dekh ke yaar zamana gayega bas ye gana

hame dekh ke yar zamana gayega bas ye gana

ek hasina ek deewana, ek hasina ek deewana

ek hasina ek deewana, ek hasina ek deewana

Explore this song