Roman script

kal yaha aayi thi wo kya aaj bhi aayegi wo

aaye to haye maza aa jaye

kal yaha aayi thi wo kya aaj bhi aayegi wo

aaye to haye maza aa jaye

hatho se mere nikal gaya hai kitna achha mauka 

de gayi dhokha aayi de gayi dhokha 

aayi gayi yu gujar gaya

jaise tez hawa ka jhonka

de gayi dhokha de gayi dhokha 

is taraf sharmai thi wo 

kya phir yuhi sharmayegi wo

sharmaye to haye maza aa jaye

lo aa gayi  lo wo aa gayi mere dil ki rani 

o dilbar jani dilbar jani 

aaj to jane dunga use mai

leke prem nishani o dilbar jani dilbar jani 

dar ke yu ghabrai thi wo 

ke aaj phir ghabrayegi wo 

ghabraye to haye maza aa jaye

kal yaha aayi thi wo kya aaj bhi aayegi wo

aaye to haye maza aa jaye

Explore this song