Roman script

hum rahe ya na rahe kal

kal yaad aayenge ye pal

pal, ye hain pyaar ke pal

chal, aa mere sang chal

chal, soche kya

chhoti si hai jindagi

kal mil jaaye to hogi khushnasibi

hum rahe ya na rahe, yaad aayenge ye pal

hum rahe ya na rahe kal

kal yaad aayenge ye pal

pal, ye hain pyaar ke pal

chal, aa mere sang chal

chal, soche kya

chhoti si hai jindagi

kal mil jaaye to hogi khushnasibi

hum rahe ya na rahe, yaad aayenge ye pal

shaam ka aanchal odhke aayi

dekho vo raat suhaani

aa likh de hum dono milke

apni ye prem kahaani

hum rahe ya na rahe, yaad aayenge ye pal

duniya se hai bhala ye sama

diwaare daale na darmiyaa

dilwalo ke liye hai saja

dekho na, phulo se mehka gulsita

gungunaati hai hawa sath gaaye hum

dolegi nadi jaha bahte jaaye

chal mere sanam

ye kaha mil gaye hum

ye kaha mil gaye hum

aasmaan bhi lo has diya

ye kaha mil gaye hum

ye kaha mil gaye hum

aasmaan bhi lo has diya

har najaara bhi khil gaya

parvato ke raaste raasto pe hum

chahto ke waste, chahto me hum

chal mere sanam

hum rahe ya na rahe, yaad aayenge ye pal

Explore this song