Roman script

kal talak hum thik tha aaj hame kya ho gaya

dil bhi hamko chhod ke kya paraya ho gaya

ye machalti rat aati mausam bekarar

chup gaya kyu ched kar mere dil ke tar

mere dil ke tar mere dil ke tar

hum idhar hai jagta tum udhar kya so gaya

hum idhar hai jagta tum udhar kya so gaya

dil bhi hamko chhod ke kya paraya ho gaya

kal talak hum thik tha aaj hame kya ho gaya

hum to kab se dil ko thame baithe the janab

jhum uthe aa gaya jab aaho ka jawab

aaho ka jawab aaho ka jawab

hum tumhare khwab me tumse pahle kho gaya

hum tumhare khwab me tumse pahle kho gaya

dil bhi hamko chhod ke kya paraya ho gaya

kal talak hum thik tha aaj hame kya ho gaya

chand se kahdo ab na jaye ab na jaye rat

hamko dekhe or jhume taro ki barat

taro ki barat taro ki barat

log jalte hai jale hum tumhara ho gaya

log jalte hai jale hum tumhara ho gaya

dil bhi hamko chhod ke kya paraya ho gaya

kal talak hum thik tha aaj hame kya ho gaya

kal talak hum thik tha aaj hame kya ho gaya

Explore this song