Roman script

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne

phir halka halka rang bhara

phir halka halka rang bhara

in mahki mahki saanso ne

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne

phir halka halka rang bhara

ha phir halka halka rang bhara

in mahki mahki saanso ne

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne, kal raat 

ye julfe teri lahrayi hai

ya kaali ghataye chhayi hai

ye julfe teri lahrayi hai

ya kaali ghataye chhayi hai

ya kaali ghataye chhayi hai

sau baar tumhare kadmo ko 

chuma hai machalti raaho ne

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne, kal raat 

hai aur bhi is duniya me hasi

par tujh jaisa koi aur nahi

hai aur bhi is duniya me hasi

par tujh jaisa koi aur nahi

par tujh jaisa koi aur nahi

na jane kya dekha tujhme

meri betaab nigaho ne

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne, kal raat 

jo phul khila tha is dil me

wo mahak utha hai mehfil me

jo phul khila tha is dil me

wo mahak utha hai mehfil me

wo mahak utha hai mehfil me

har baar tumhara naam liya

dil ki benaam sada ne

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne

phir halka halka rang bhara

ha phir halka halka rang bhara

in mahki mahki saanso ne

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho n

kal raat tumhare hontho ki

tasveer banayi aankho ne, kal raat

Explore this song