Roman script

kal meri tarah mujhko, salam aap karenge

khamosh rahunga main, kalaam aap karenge 

dikhalaa ke jhalak hosh talak chhin liya hai 

saaki ne mujhe maiy ki vajah pyaas jiya hai 

maikhane mein aankho ke jise band kiya hai 

khud pesh kisi din wohi, jaap aap karenge 

khamosh rahunga main, kalaam aap karenge 

kal meri tarah mujhko, salam aap karenge

raate naa rahi meri na, ab din rahe mere 

rahte hai sada aap, khyalaat ko ghere 

rukhsaar pe bikhara ke, julfo ke andhere 

julfo ke andhere 

kab tak ke yun hi subah ko, shaam aap karenge 

khamosh rahunga main, kalaam aap karenge 

kal meri tarah mujhko, salam aap karenge

najre hai kisi ki yahi, aur dil bhi yahi hai 

kaise kahu chahat ka, asar un pe nahi hai 

lag jayengi kuchh der, magar mujhko yakin hai 

mujhko yakin hai 

lag jayengi kuchh der, magar mujhko yakin hai 

ek roj mere ghar mein, kyam aap karenge 

khamosh rahunga main, kalaam aap karenge 

kal meri tarah mujhko, salam aap karenge

salam aap karenge, salam aap karenge

Explore this song