Roman script

kal ki nahi yeh kayi saal puraani hain

meri nahi yeh mere naani ki kahaani hain

naani ko dekhne jo gaye the naana

na na nasha na na nanana na na

naanaji ne pehna kurta jaalidar tha

sar pe bhi kolhapuri pheta sawaar tha

mashalla hotho ne tha mucho ko sambhala

la la la hu la la ah la la la

jin pehar mein thi naani sharmaayi si

hotho ki laali jaise galo tak aayi si

aise mein saamane jo baithe mere naana

na na nasha na na nanana na na

naanaaji ko bola jo naanaaji ke naanaaji ne

na na ghabraana bete ladaki ke saamane

puchho puchhna jo kuchh khullam khulla

la la la hu la la ah la la la

ke jora khich pyala meri naani ne

kuchh bhi na socha uss pagali deewaani ne

nazron ka tir aise naanaaji ko maara

ra ra ra ri ram para ram para ri ra ra

raam hi bachaata mere bechaare naana ko

kuchh na bacha tha sunne ko sunnaane ko

naana ne tasana naani ko apna banaana

nanana na na shana na na na na na

naanaaji ke naanaaji ne naanaaji ko bola jo

bol toh beta ladaki jo ho pasand toh

na nana ne na bola na nani ne haa bola

huwa huwa huwa huwa hu alalala la la la

aankhon mein dekh mere naanaaji ke naanaaji

samjhe woh naanaaji ki na ji na ji ha ji ha ji

kiye shuru safed muchho ko marodana

na na na na shana na ana na nana

naanaaji ke naanaaji ne bol diya finally

aapki beti jaise bahu maine maan li

shagun kalaayi mein naaniji ke jo dala

la la la la hu la la ah la la la

laad se pali badi hai yeh gudiya meri

kal jo banegi shobha aangan ki teri

phulon sa sambhalna na na na kabhi satana

tana tana tana tana dheem tana na na na dhere na

naani ke daddy toh huye bade emotional

rona dhona toh ghar mein hain traditional

daddy ko dekha toh naani ko bhi aaya rona

rona na na shana na na na na

naaniji meri tabse naanaaji ki raani hain

kal ki nahi yeh kayi saal puraani hain

meri nahi yeh mere naani ki kahaani hain

naani ko dekhne jo gaye the naana

na na nasha na na nanana na na

naanaaji ne pehna kurta jaalidar tha

sar pe bhi kolhapuri pheta sawaar tha

Explore this song