Roman script

kal ki hasin mulaqaat ke liye aaj rat ke liye

ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain

kal ki hasin mulaqaat ke liye aaj rat ke liye

ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain

kal ki hasin mulaqaat ke liye aaj rat ke liye

ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain

aap nind nahi kya aayi nind meri aap ne churayi

nind nahi kya aayi nind meri aap ne churayi

mai toh nahi soyi aadhi rat hoyi aap ko hua kya khas wajah koyi

akele me ham ghabra gaye chale gaye the phir aa gaye

toh maaf karna is bat ke liye aaj raat ke liye

ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain

aap abb hai kya majburi ha kam tha ek jaruri

abb hai kya majburi ha kam tha ek jaruri

lambi lambi rate chhoti mulaqaate bhul gaya tha mai do char bate

bato se naa dil apne bhare aankho me kai sapne bhare

toh sapno ki is barat ke liye aaj rat ke liye

ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain

mai aaya aap jate hain ham aapse sharamate hain

lo mai aaya aap jate hain ham aapse sharamate hain

mai toh hu divana mai yeh nahi jana 

hamse sharam ka kya hai bahana

dekho pehle ham the ajnabi ho gayi magar ab dosti

badle hue halat ke liye aaj rat ke liye

ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain

kal ki hasin mulakat key liye aaj rat ke liye

ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain

achcha chalo so jate hain achcha chalo so jate hain

Explore this song