Roman script

kal ke chand aaj ke sapne 

tum ko pyar bahut sa pyar 

kal ke chand aaj ke sapne 

tum ko pyar bahut sa pyar 

laal tumhare hi dum se 

kal jagmag hoga yeh sansaar

kal ke chand aaj ke sapne 

tum ko pyar bahut sa pyar 

aankh michauli khelega kal tumse aangan mera

sang tumhare laut aayega

rutha bachpan mera

rutha bachpan mera

ab tutlakar baat karenge ye darwaje ye diwaar

laal tumhare hi dum se 

kal jagmag hoga yeh sansaar

kal ke chand aaj ke sapne 

tum ko pyar bahut sa pyar 

nain tumhare chand aur suraj

nain tumhare chand aur suraj

phul se jivan jyoti

sada meri palko me rahna mere man ke moti

mere mann ke moti

ek bar maa kahne par hum nyauchhawar honge sau baar

laal tumhare hi dum se 

kal jagmag hoga yeh sansaar

kal ke chand aaj ke sapne 

tum ko pyar bahut sa pyar

Explore this song