Roman script

kajra na dekhe gajra na dekhe

hoga jarur nadan ya beiman balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

hoga jarur nadan ya beiman balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

dard hamare dil ka na jane

ho agar pyar me hum diwane

dard hamare dil ka na jane

ho agar pyar me hum diwane

dil ko pukare na samjhe ishare

kaisa mila hai anjan balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

hoga jarur nadan ya beiman balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

aankh se aankh mila kar dekha ghunghat bhi sarka kar dekha

aankh se aankh mila kar dekha ghunghat bhi sarka kar dekha

chup chup rahe wo kuch bhi na kahe

aaya kaha se bejuban balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

hoga jarur nadan ya beiman balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

preet bhare do bol na bole dwar kabhi dil ke na khole

preet bhare do bol na bole dwar kabhi dil ke na khole

pas na aaye najar na milaye jane na mere arman balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

hoga jarur nadan ya beiman balma

kajra na dekhe gajra na dekhe

Explore this song