Roman script

kuchh kehne ko, hota hai dil bekaraar

kuchh sunne ko, hota hai dil bekaraar

kaisi ye sham aa gayi, ke teri yaad aa gayi

lamhe hai ye pyar ke, deewaane hum yaar ke

aao na, aao na, aao na

ye chaand ye chaandani, tere bina kuchh nahi

kaise rahunga bata, hoke tera ajanabi

hoke tera ajanabi

kaisi ye sham aa gayi, ke teri yaad aa gayi

aao na, aao na, aao na

aao na, aao na

aankhon mein hai tera gham

saanso mein chaahat teri

kaise kahu hai mujhe

kitni jarurat teri, kitni jarurat teri

kaisi ye sham aa gayi, ke teri yaad aa gayi

aao na, aao na, aao na

kuchh kehane ko aao

aao na, aao na, aao na

Explore this song