Roman script

kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi

uljhi zulf meri o meri kismat sawar gayi

chori se aa chupke se

chori se aa chuke se

wo koi ayaa dil pe chaya banke saya

lagta hai umra saari pal mein guzar gayi

kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi

kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi

saajan ke aa chhune se

saajan ke aa chhune se

kuch na pucho ae baharon ae nazaaron 

ghabra ke darr gayi main sharma ke mar gayi

kaisi thi wo nazar jo dil mein utar gayi

uljhi zulf meri o meri kismat sawar gayi

kaisi thi wo nazar jo

Explore this song