Roman script

kaisi ajib dawat hai ye mai bin bhulaye mahman

ghar wala hai lapta sab chhod ke sunsan

kaisi ajib dawat hai ye

ajib si dawat hai ye kon kare kiska intjar

mahman bhi najane kab ish ghar ki jimedar

ajib si dawat hai ye 

kaisi ajib dawat hai ye

dawat sayad katham hui thi sab log ja rahe hai ghar

sirf bin bulaye khadi hu mai ghar wala jaye kidar

kaisi ajib dawat hai ye bin bhulaye mahman

ghar wala hai lapta sab chhod ke sunsan

kaisi ajib dawat hai ye

Explore this song