Roman script

yaha vaha jaha taha udati phiru 
yaha vaha jaha taha udati phiru
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain
dhadke yeh jor jor bhadke yeh charo aur
woh kya jane chit chor woh hain chanda mai chakor
dhadke yeh jor jor bhadke yeh charo aur
woh kya jane chit chot woh hain chanda mai chakor
bhole bhale matwale dil kaa kya karu bhole 
bhale matwale dil kaa kya karu 
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain
logo se suna hain mujhe ishk huwa hain
dharati pe aajkal panv naa dharu 
dharati pe aajkal panv naa dharu
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain 
logo se suna hain mujhe ishk huwa hain
sari sari rat aur sara sara din har 
ghadi har pal pal chhin chhin
sari sari rat aur sara sara din har 
ghadi har pal pal chhin chhin
ulati sidhi behaki behaki bate 
mai karu ulati sidhi behaki behaki bate mai karu 
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain 
logo se suna hain mujhe ishk huwa hain
chanda ko rijhau kabhi taro ko rijhau mai 
apne piya ko lekin sabse chhupau mai
chanda ko rijhau kabhi taro ko rijhau mai 
apne piya ko lekin sabse chhupau mai
unako padi hai kya mai jiyu ya maru unako 
padi hai kya mai jiyu ya maru
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain 
logo se suna hain mujhe ishk huwa hain
yaha vahan jahan tahan udati phiru yaha 
vahan jahan tahan udati phiru
dharati pe aajkal panv naa dharu
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain 
logo se suna hain mujhe ishk huwa hain
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain 
logo se suna hain mujhe ishk huwa hain
ho mujhe ishk hua hai ho mujhe ishk huwa hain 
kaise mai kahu ke mujhe ishk huwa hain
logo se suna hain mujhe ishk huwa hain

Song details

Song video

Watch on YouTube