Roman script

kaise koi jane bala khwabo ki tabir

aakhash pe baitha hua likhta hai vo taqdir

kaise koi jane bala khwabo ki tabir

aakhash pe baitha hua likhta hai vo taqdir

kis rang se jane bane jivan ki tasvir

aakhash pe baitha hua likhta hai vo taqdir

jisko khushi se jina ho ye baat vo jaan le

marji jo bhagwan ki hans ke 

use man le, man le

jis se bani lambi khushi hai ye wahi tadbir

aakhash pe baitha hua likhta hai vo taqdir

do roz ki ye jindagi kis chis ka naam hai

har ek subah hai bekhabar 

anjaan har ek sham hai sham hai

kisko pta tute kaha sanso ki janjir

aakhash pe baitha hua likhta hai vo taqdir

kaise koi jane bala khwabo ki tabir

aakhash pe baitha hua likhta hai vo taqdir

Explore this song