Roman script

kaise kahu, kaise kahu, tose jiya ki main batiyan

kaise kahu, kaise kahu

sharmaye man tore aage, mori laajo me kho jaye ankhiya

kaise kahu, kaise kahu

jab jab tere paas aau nain milte hi sudh-budh ganvau

jab jab tere paas aau nain milte hi sudh-budh ganvau

rah rahke dil mera dhadke piya main tujhse kuch kah na paau

main tujhse kuch kah na paau, mori laagi na jane tu saiya

kaise kahu, kaise kahu, tose jiya ki main batiyan

kaise kahu, kaise kahu

balma nahi tujhse duri phir bhi aasha nahi hoti puri 

balma nahi tujhse duri phir bhi aasha nahi hoti puri 

aisa hai kuch haal dil ka jaise chhaye bahare adhuri

chhaye bahare adhuri

jaise khilne se

jaise khilne se ruk jaye kaliyan

kaise kahu, kaise kahu, tose jiya ki main batiyan

kaise kahu, kaise kahu

sharmaye man tore aage, mori laajo me kho jaye ankhiya

kaise kahu, kaise kahu

Explore this song