Roman script

kaisi hai ye ajab kahani

kaisi hai ye ajab kahani daku aur bhagwan ki 

paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki 

kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki 

kaisi hai ye ajab kahani daku aur bhagwan ki 

paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki 

kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki 

hari hari ratata pahuncha wo jaha nagar tha man bavra

man mohan ne raas racha jaha bahti thi jamuna pavan

tere hi chhal se pavan huye parbhu tu wo jamuna maiya

mujhe bta de tu hi kaha hai mera wo krishan kanhaiya

mera wo krishan kanhaiya mera wo krishan kanhaiya

kaha wo hai manmohini murat kaha mere shyam 

kuch to bolo bhed kholo darshan shyam 

darshan do ghanshyam darshan do ghanshyam 

parbhu ko dhundhte bhul gaya wo

parbhu ko dhundhte bhul gaya wo sudh bush apne praan ki 

paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki 

kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki 

sagar tat par aaya tirath jiska dwarika naam 

mathura tyaag jaha shayam base ye wohi pavan dhaam

tirth yaatriyo mujhe bata do kaha base gopal re 

o mandir ke kaho pujari kaha chhupe partipal re

agar chhupe is murat mein to bahar parkat ho hey natwar

darsh dikha ke paas mein aake tan mein sama jaao o girdhar

hey saans saans meri tumhe pukaare

saans saans meri tumhe pukaare kaha ho kunj bihari

rom rom tera naam rat raha darshan do girdhari

darshan do girdhari darshan do girdhari

gopal krishan hare hare krishan 

gopal krishan hare hare krishan 

gopal krishan hare hare krishan 

gopal krishan hare hare krishan 

dekhe kab raksha karta hai dekhe kab raksha karta hai 

parbhu bhakt ke aan ki 

paap puny ke bich bhatkate ek insaan ki 

kahani daku aur bhagwan ki daku aur bhagwan ki

Explore this song