Roman script
kaise bheege bheege pyaare hain nazaare aao chhed de taraane zara pyaar ke dekho kaali kaali ye ghataayen chali jaayen na ji hamko pukaar ke kaise bheege bheege pyaare hain nazaare tum saath raho jo mere, main raahen nayi bana loon teri raahon ke kaanten, apni palkon se uthaa loon tu mera pyaar meri bahaar, mera singaar sajnaa kaise bheege bheege pyaare hain nazaare aao chhed de taraane zara pyaar ke dekho kaali kaali ye ghataayen chali jaayen na ji hamko pukaar ke kaise bheege bheege pyaare hain nazaare is duniya ki nazron se, aa door kahin kho jaayen ji bhar ke jahaan dil jhoome ham geet milan ke gaayen, saare jag ko chhod liya tujh se jod jeewan ye maine apnaa kaise bheege bheege pyaare hain nazaare aao chhed de taraane zara pyaar ke dekho kaali kaali ye ghataayen chali jaayen na ji hamko pukaar ke kaise bheege bheege pyaare hain nazaare ham ik manzil ke raahi, bichhdenge kabhi na milke duniya waale kyaa jaanen, armaan hamare dil ke kaho dil ki baat, din ho ya raat rahoon tere saath sajnaa kaise bheege bheege pyaare hain nazaare aao chhed de taraane zara pyaar ke dekho kaali kaali ye ghataayen chali jaayen na ji hamko pukaar ke kaise bheege bheege pyaare hain nazaare
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Suman Kalyanpur
- Film / album: Apna Ghar (1960)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Prem Dhawan
- Actor: Premnath
- Actor: Shyama
- Actor: Karan Dewan
- Actor: Kammo
- Actor: Nanda
- Actor: Moti Sagar
- Actor: Leela Mishra
Song video
singer: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
actor: Nanda, Shyama, Prem Nath, Leela Mishra, Moti Sagar, Mishra