Roman script

aawaz dil ki koi pahchan le to behtar

khwaish hai kya humari koi jaan le to behtar

kaisa hai jivan, asqho me duba

yaha chup chup hai rahna

har gham hai sahna

saanse hai girvi, bandish me uljhi

juba chup chup hai rahna

har gham hai sahna

in riwazo ka kaisa ye chhal hai

kaliyo ke tan par gham ka aanchal hai

kaisa hai jivan, asqho me duba

yaha chup chup hai rahna

har gham hai sahna

kyu hai ye gahra, najro ka pahra

yaha dil to kisi ka

humne na toda

in riwazo ka kaisa ye chhal hai

kaliyo ke tan par gham ka aanchal hai

kaisa hai jivan, asqho me duba

yaha chup chup hai rahna

har gham hai sahna

kaisa sitam ghutta hai dum yaha

hum bhi to hai insaan

in riwazo ka kaisa ye chhal hai

kaliyo ke tan pe gham ka aanchal hai

sadiyo se hai julmo sitam ke nishan

sharmindgi ka shikwa kare kya

kaisa hai jivan, asqho me duba

yaha chup chup hai rahna

har gham hai sahna

Explore this song