Roman script

kaho meri sarkar kaho meri sarkar 
tabiyat kaisi hai 
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai 
kaho seth ji kaise ho tum 
bilkul hathi jaise ho tum 
kaho sethani tum ho kaisi
bilkul hathi jaise ho tum 
kaho sethani tum ho kaisi
lagti ho kuch aisi waisi 
kaho sethani tum ho kaisi 
lati ho kuch aisi waisi 
shakl tumhari bilkul movi jaisi hai 
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai 
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai 
kaho dulhan wale babu 
tum ho bhole bhale babu 
kaho dulhan wale babu
tum ho bhole bhale babu 
sang dulhaniya ke baithe ho 
tum ho kismat wale babu 
sang dulhaniya ke baithe ho 
tum ho kismat wale babu 
jald batao dil ki halt kaisi 
jald batao dil ki halt kaisi 
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai 
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai 
sun meri baccho waali maai 
sun meri baccho waali maai 
kaha se itne bacche lai 
kaha se itne bacche lai 
koi kare haye ti ti ti 
koi kare haye ta ta ta
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai 
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai

Song details

Song video

Watch on YouTube