Roman script

kaho kaise rasta bhul pade achhe to ho dilbar jaan

awaro ki kya puch rahe apni kaho dilbar jaan

ham pe kya kya gujri tum kya sun paoge

najuk sa dil rakhte ho rone lag jaoge

raste ruk jate hai jab kate boti hai

jane jaa tum kya jano dunia kya hoti hai

banjare kiske yaar aisa sab kahte hai

hum jiske ho jate hai uske hi rahte hai

Explore this song