Roman script

kaho ji tumse acha kaun hai

itna dilkash dilruba

ke maine yuhi to nahi kar diya

tumhi pe jano dil fida

kaho ji tumse acha kaun hai

itna dilkash dilruba

ke maine yuhi to nahi kar diya

tumhi pe jano dil fida

inayat hai ye aapki

nawazish hai janab ki

hai kya gazab ki chandani tumhari julfo tale

hai kya gazab ki chandani tumhari julfo tale

janam ye hai teri najar

ke chanda tare khile

haye kya ras ki bhari

bate tumhari hai

aaj se sari meri 

raate tumhari hai

inayat hai ye aapki

nawazish hai janab ki

aaja tujhe lapet lu

mai baaho ki dor me

aaja tujhe lapet lu

mai baaho ki dor me

kho jaye phir ham aur tum

kisi dil ke shor me

haye kya aafat sanam

jalwe tumhare hai

kyu na ho diwale jo

aashik hamare hai

inayat hai ye aapki

nawazish hai janab ki

aaja piya ghadi ghadi niharu rasta tera

aaja piya ghadi ghadi niharu rasta tera

phuli phali raho sada rahe ghar hasta mera

saajna ang ang me tum hi samaye ho

janeman kya jor ka kajra lagaye ho

inayat hai ye aapki

nawazish hai janab ki

kaho ji tumse acha kaun hai

itna dilkash dilruba

ke maine yuhi to nahi kar diya

tumhi pe jano dil fida

inayat hai ye aapki

nawazish hai janab ki

Explore this song