Roman script

liye matakiya chali bahutiya

bandh pajaniya pao me cham cham chamki sune 

chamkiya ghane kadam ki chaao me

are nakte bhai isliye toh 

kehne wale sach kah gaye hai husn bhara hai gaavo me 

husn bhara hai gaao me haye gaavo me haye gaavo me

ek nariya bhini bhini uske andar chand sa mukhda

are najre teer chalave chupke ghani lato me dil hai jakda

mitti si muskaan dikha ke namak na chidko gaavo pe

kehne wale sach kah gaye hai husn bhara hai gaavo me

kehne wale sach kah gaye hai husn bhara hai gaavo me

husn bhara hai gaao me haye gaavo me haye gaavo me

husn bhara hai gaao me haye gaavo me haye gaavo me

kehne wale sach kah gaye hai husn bhara hai gaavo me

are meri bhi sun are dekhi maine bahut chhokariya 

lali powder wali re are tan ki sab hai ujali ujali

mann ki kaali kaali re

are chee chee chee kaali kaali ekdam

bada maja hai bholi bhali gori ki adao me

kehne wale sach kah gaye hai husn bhara hai gaavo me

kehne wale sach kah gaye hai husn bhara hai gaavo me

husn bhara hai gaao me haye gaavo me haye gaavo me

husn bhara hai gaao me haye gaavo me haye gaavo me

kehne wale sach kah gaye hai husn bhara hai gaavo me

Explore this song