Roman script

kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani

ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani

kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana

ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana

uske labo pe bikhri hai laali, khushbu hai uski sandali

mehki bahaare, behke nazaare wo muskura ke jab chali

ha aankho me kajal, zulfo me baadal sab rang usme hai chhupa

kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana

ho aayega kabhi to saamne wo khwabo me hai jiska aana jaana

kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana

kya chaahti hu, kya sochti hu usko nahi hai kuch khabar

main rok lungi raaho me usko, bach ke wo jaayega kidhar

jaagi na soyi, yaado me khoyi yeh kya mujhe ho gaya

kahi na kahi hai wo diwani mujhse abhi hai anjaani

kahi na kahi hai wo diwana mujhse abhi hai anjaana

ho aayegi kabhi to saamne wo mera khwab meri zindagaani

Explore this song