Roman script

kahin chand raahon me kho gaya

kahin chandni bhi bhatak gayi

kahin chand raahon me kho gaya

kahin chandni bhi bhatak gayi

main charag wo bhi bujha hua

main charag wo bhi bujha hua

meri raat kaise chamak gayi

kahin chand raahon me kho gaya

kahin chandni bhi bhatak gayi

meri daatan ka huruj tha

teri narm palko ki chhanv me

meri daatan ka huruj tha

teri narm palko ki chhanv me

teri narm palko ki chhanv me

mere saath tha tujhe jaagana

teri aankh kaise jhapak gayi

mere saath tha tujhe jaagana

teri aankh kaise jhapak gayi

main charag wo bhi bujha hua

main charag wo bhi bujha hua

meri raat kaise chamak gayi

kahin chand raahon me kho gaya

kahin chandni bhi bhatak gayi

kabhi hum mile to bhi kyaa mile

wahin duriya wahin faasale

kabhi hum mile to bhi kyaa mile

wahin duriya wahin faasale

wahin duriya wahin faasale

na kabhi hamare kadam badhe

na kabhi tumhari jeejhak gayi

na kabhi hamare kadam badhe

na kabhi tumhari jeejhak gayi

main charag wo bhi bujha hua

main charag wo bhi bujha hua

meri raat kaise chamak gayi

kahin chand raahon me kho gaya

kahin chandni bhi bhatak gayi

tujhe bhul jaane ki koshishe

kabhi kaamiyaab na ho saki

tujhe bhul jaane ki koshishe

kabhi kaamiyaab na ho saki

kabhi kaamiyaab na ho saki

teri yaad saakhe ghulaab hain

jo hawa chali to lachak gayi

teri yaad saakhe ghulaab hain

jo hawa chali to lachak gayi

main charag wo bhi bujha hua

main charag wo bhi bujha hua

meri raat kaise chamak gayi

kahin chand raahon me kho gaya

kahin chandni bhi bhatak gayi

Explore this song