Roman script

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

meri pyaasi baaho mein aa jao

mohabbat ke sapne sajao

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

meri pyaasi baaho mein aajao

mohabbat ke sapne sajao

chhodo ye baate mohabbat ki baate

mujhe sab pata hai mohabbat hai kya

mohabbat ka vaada ye jutha hai vaada

ye vaada kabhi bhi na pura hua

mohabbat ka vaada ye jutha hai vaada

ye vaada kabhi bhi na pura hua

chhodo ye baate mohabbat ki baate

mujhe sab pata hai mohabbat hai kya

mohabbat ka vaada ye jutha hai vaada

ye vaada kabhi bhi na pura hua

na pura hua 

na pura hua 

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

meri pyaasi baaho mein aao na

hasino se dil to lagao

wafa wo bhi zaalim hasino se tauba

inhe kya pata ye mohabbat hai kya

nasha ye mohabbat ka aisa nasha hai

nasha jab ye tuta to sab lut gaya

chhodo ye baate mohabbat ki baate

mujhe sab pata hai mohabbat hai kya

mohabbat ka vaada ye jutha hai vaada

ye vaada kabhi bhi na pura hua

mohabbat ka vaada ye jutha hai vaada

ye vaada kabhi bhi na pura hua

na pura hua 

na pura hua 

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

meri pyaasi baaho mein aao na

mere pyar ko aazmao

deewane tarashe sanam pattharo ke

khuda maan kar inki puja kare

kisi mod par jab yahi tod de dil

mohabbat pe kaise bharosa kare

chhodo ye baate mohabbat ki baate

mujhe sab pata hai mohabbat hai kya

mohabbat ka vaada ye jutha hai vaada

ye vaada kabhi bhi na pura hua

mohabbat ka vaada ye jutha hai vaada

ye vaada kabhi bhi na pura hua

na pura hua 

na pura hua 

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

kahi pyaasi raat suno dil ki baat

meri pyaasi baaho mein aa aa jao

mohabbat ke sapne sajao

Explore this song