Roman script

kya ho haye kya ho kahi mile do nigahe

phir kya ho are kya ho oye kya ho tumhe 

kaise samjhaye phir kya ho puch na janeja

baat hai raaz ki haye kya ho

jab jawa hasrato ka jaam ho chalka chalka

dagmagate ho arma ho nasha halka halka

aise me jab koi dekh le pyar se phir kya ho

kahi mile do nigahe phir kya ho are kya ho

tumhe kaise samjhaye phir kya ho

puch na janeja baat hai raaz ki haye kya ho

ho sama ashikana dil me bhi bachpana ho 

aisi najuk ghadi me unse jo samna ho 

dil daga de hame dhadkane jaye tham

phir kya ho kahi mile do nigahe

phir kya ho haye kya ho

tumhe kaise samjhaye phir kya ho

puch na janeja baat hai raaz ki haye kya ho

Explore this song