Roman script

naino ka kajara ghul gaya 

jude ka gajara khul gaya 

naino ka kajara ghul gaya 

jude ka gajara khul gaya 

bindiya ki chamak fili padi 

beran chudi jid pe adi 

haye bichhoda kyo diya

oye rabba tune ye kya kiya 

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

do dil tanha taras rahe hai pyar mein 

aag baras rahi sawan ki fuhar mein

do dil tanha taras rahe hai pyar mein 

aag baras rahi sawan ki fuhar mein

apna sabkuch kho baithe pyar mein 

pyar ki jeet jo badali pyar ki haar mein

kismat ne dhokha diya jane kya batla liya 

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

hamko hi kyo khun ke aansu rona tha

hamko hi kyo ye bojh ye gam ka dhona tha

hamko hi kyo khun ke aansu rona tha

hamko hi kyo ye bojh ye gam ka dhona tha

dil yu tuta jaise koi khilauna tha

aisa sab kyu apne sath hi hona tha

duniya ne ruswa kiya jahar judai ka diya 

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

naino ka kajara ghul gaya 

jude ka gajara khul gaya 

bindiya ki chamak fili padi 

beran chudi jid pe adi 

haye bichhoda kyo diya

oye rabba tune ye kya kiya 

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

ho rabba kiya jiya jale kahi diya

kiya jiya jale kahi diya

Explore this song