Roman script

kahi chaman khila diya, kahi dhua uda diya

dil me jo aaya apne kiya paap kiya ya punay kiya

hamse na pucho jamane se pucho, jamane se pucho

jamane se pucho

ham raaho ke raja sahjade galiyo ke

ham kaante rakhwale phulo ke kaliyo ke

ham kaante rakhwale phulo ke kaliyo ke

julm kiya sitam kiya, hamne use khatam kiya

dil me jo aaya apne kiya paap kiya ya punay kiya

hamse na pucho jamane se pucho, jamane se pucho

jamane se pucho

dil me jo aaya apne kiya paap kiya ya punay kiya

ham barso ke sangi dukh sukh ke sathi hai

sacchayi ek deepak ham uski baati hai

sacchayi ek deepak ham uski baati hai

rahenge sath marenge sath, dam tute to chhute hath

dil me jo aaya apne kiya paap kiya ya punay kiya

hamse na pucho jamane se pucho, jamane se pucho

jamane se pucho

dil me jo aaya apne kiya paap kiya ya punay kiya

Explore this song