Roman script

kaahe naina lade is din ke liye
kaahe naina lade is din ke liye
rama badle ye kaise gin ke liye
rama badle ye kaise gin ke liye
paar karejwa pe tikha tikha teer laaga
jhuthe ki preet jhuthi kaisa daga deke bhaga
kaahe khoi sudh budh maine 
kaahe khoi sudh budh maine 
inke liye maine inke liye
rama badle ye kaise gin ke liye
kahe naina lade is din ke liye
kahe naina lade is din ke liye
rama badle ye kaise gin ke liye
rama badle ye kaise gin ke liye
bitengi ratiya meri ab roye roye
beimaan tere khyalo me khoye khoye
wo to hanste hai hum roye
wo to hanste hai hum roye
jinke liye roye kinke liye
rama badle ye kaise gin ke liye
kahe naina lade is din ke liye
rama badle ye kaise gin ke liye

Song details

Song video

Watch on YouTube