Roman script

kahe ko bulaya mujhe balma 

kahe ko bulaya mujhe balma

pyar me nam se, pyar ke nam pe

kahe ko bulaya mujhe balma

pyar me nam se, pyar ke nam pe

radha ne yahi pucha tha ek din

ruth kar sham se, ruth kar sham se 

ja tose bolu na, ghunghta kholu na, dolu na mai sang tere

ja tose bolu na, ghunghta kholu na, dolu na mai sang tere

roz jo tum ruthogi aise gujrenge din mere kaise

jine nahi dega mujhe char din pyar aram se, pyar aram se

kahe ko bulaya mujhe balma

pyar me nam se, pyar ke nam pe

kali ghatao se thandi hawao se aao kahe hal dil ka

kali ghatao se thandi hawao se aao kahe hal dil ka

o pyar me din to dhal jata hai rat ka jadu chal jata hai

jiya lagta hai dhadkane piya aajkal sham se, aajkal sham se

radha ne yahi pucha tha ek din

ruth kar sham se, ruth kar sham se 

toba mai ka karu

toba mai ka karu badnami se daru mohe badi laz aaye

toba mai ka karu badnami se daru mohe badi laz aaye

hamne koi ki hai chori pyar kiya hai hamne gori

logo se jo aise darne lage to gaye kam se, to gaye kam se

kahe ko bulaya mujhe balma

pyar me nam se, pyar ke nam pe

radha ne yahi pucha tha ek din

ruth kar sham se, ruth kar sham se

Explore this song