Roman script

kahe jiya ki umang

chhaye naye naye rang ki sawan aa gaya

sawan aa gaya

kahe jiya ki umang

chhaye naye naye rang ki sawan aa gaya

sawan aa gaya

kahe jiya ki umang

dekh khushi se main balkhayi, main jhumi lahrayi

dekh khushi se main balkhayi, main jhumi lahrayi

main hansi muskayi, main hansi muskayi

main sahmi ghabrayi meri lat lahrayi

jo baadal chha gaya, baadal chha gaya

kahe jiya ki umang

mere sapno ki chham kahe jaag uthe hum

mere sapno ki chham kahe jaag uthe hum

naachu gaau har dam

naachu gaau har dam

dole zindagi ka saaz

koi naya naya raaz

jiya pa gaya, jiya pa gaya

kahe jiya ki umang

koi mithi mithi aag uthi jiya me jo aag

koi mithi mithi aag uthi jiya me jo aag

gaau nain mera, gaau nain mera

main to jaau dol dol

koi pyara pyara bol

juba pe aa gaya, juba pe aa gaya

kahe jiya ki umang

chhaye naye naye rang ki sawan aa gaya

sawan aa gaya

kahe jiya ki umang

Explore this song