Roman script

kahe jiya dole ho kaha nahi jaye

kaha nahi jaye ho kaha nahi jaye

kahe jiya dole ho kaha nahi jaye

jamuna ke par more pee ki nagariya pee ki nagariya

kaise bitau haye bali umariya bali umariya

huk uthe man me to raha nahi jaye

kaha nahi jaye ho raha nahi jaye

huk uthe man me to raha nahi jaye

jiwan ko bhaye more bachpan ka sangna

bachpan ka sangna pee pee papiha bole

jab more angana jab more angana

bol mose bairi ka saha nahi jaye

saha nahi jaye ho saha nahi jaye

bol mose bairi ka saha nahi jaye

sagar me dol rahi hariday ki naiya hariday ki naiya

dil jhum jhum kahe aaja khivaiya aaja khivaiya

unchi unchi lehro me baha nahi jaye

baha nahi jaye ho baha nahi jaye

unchi unchi lehro me baha nahi jaye

Explore this song