Roman script

kaahe bich bajariya

kaahe bich bajariya, khinchi chunariya

gali gali huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

kaahe bich bajariya, khinchi chunariya

gali gali huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

main to pahli pahli baar, ae ji karke singar

nikli thi payal baja ke

main to pahli pahli baar, ae ji karke singar

nikli thi payal baja ke

wo thi kaisi ghadi, aankh tujhse ladi

wo thi kaisi ghadi, aankh tujhse ladi

wahi khade khade ho gayi sham

sanwariya main to huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

kiya kitna hi shor, chala phir bhi na jor

deke duhai main na haari

aankh meri jhuki, dil ki dhadkan ruki

aankh meri jhuki, dil ki dhadkan ruki

main to rah gayi karejwa tham

sanwariya main to huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

kaahe bich bajariya khinchi chunariya

gali gali huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

sanwariya main to huyi badnam

Explore this song