Roman script

rang hai berang or tar hai pasine se jagi

kuch to muh se boliye 

muh me juba hai ya nahi 

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke

kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho naina churai ke 

kuch to bolo kuch to bolo

kuch to bolo nazariya milayi ke 

nazariya milayi ke milayi ke  

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho naina churai ke 

ghor aayi ghor jawani kya hui arey kya hui 

mehfilo ki mamta rani kya hui arey kya hui

aap to jadu baya mashur the

aapki jadu bayani kya hui

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho naina churai ke 

kuch to bolo kuch to bolo

kuch to bolo nazariya milayi ke 

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke

kahe baithe ho naina churai ke 

lo sawal ke kar bahro ki swari aa gyi 

ha log ruko jara ab meri bari aa gayi

var karna var karna jara tum bachaike

var karna jara tum bachaike bachaike

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho naina churai ke

kuch to bolo kuch to bolo

kuch to bolo nazariya milayi ke 

nazariya milayi ke milayi ke

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho naina churai ke 

meri khamoshi nahi ikarar thi ikraar thi 

dil ki dhadkan thi mager besaj thi besaj thi 

chhup gaya tha meri nazaro se koi

dundhti us ko meri awaz thi

kar diya kar diya kar diya usne jadu sa aayike 

kar diya usne jadu sa aai ke aai ke aai ke 

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho naina churai ke

kuch to bolo kuch to bolo nazariya milayi ke 

nazariya milayi ke milayi ke

kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke 

kahe baithe ho naina churai ke 

meri awaz jhlakta hua paimana hai

mera nagma mere mahbub ka afsana hai 

mere sero me mere husan ki ranai hai

mere nazro me mere ishq ki gharai hai 

meri har tan me jadu ka asar hota hai 

meri har rag me bas jane jigar hota hai

mere gito me gito me gito me 

mere gito me bolta hai ishq

mere sanso me jagta hai ishq 

ishq hi dil hai or ishq hi jaan hai

meri dunia ka ishq iman hai 

ishq muhsa hai ishq esa hai

ishq myiyam ka paak jaliya hai 

ishq hai krihsan ishq raadha hai

ishq hai ram ishq sita hai 

bakhuda mera to khuda hai ishq

tum bhi dekho tum bhi dekho jara dil gavayike

tum bhi dekho jara dil gavayi ke 

prem bandhan me dil ko bandhaike 

bandhai ke kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe 

kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke

Explore this song