Roman script

kahta hain ye mausam, chha rahi hain kahin pe ghata

kahta hain ye mausam, chha rahi hain kahin pe ghata

panchhi ga rahe hain, inse puchhungi tera pata

l l la, l l la

l l la, l l la

meri julfo ko chhede, diwani ye pagal hawa

sapne sajan ke, de rahe ab humko sada

kahta hain ye mausam, chha rahi hain kahin pe ghata

l l la, l l la

l l la, l l la

bhanware tarane gaye, ga ke hume sunaye

phulo ka dil hain jawa

aayi jawani aayi, kya rut suhani aayi

kitna hasi hain sama

bhanware tarane gaaye, gaa ke hume sunaye

phulo ka dil hain jawa

aayi jawani aayi, kya rut suhani aayi

kitna hasi hain sama

aise mein ji karta hain karne ko koi khata

kahta hain ye mausam, chha rahi hain kahin pe ghata

panchhi gaa rahe hain, inse puchhungi tera pata

sapne saajan ke, de rahe ab humko sada

apna banaungi main, dil mein basaungi main

jab wo milega mujhe

kiski diwani hu main, kiski kahani hu main

kaise batau tujhe

apna banaungi main, dil mein basaungi main

jab wo milega mujhe

kiski diwani hu main, kiski kahani hu main

kaise batau tujhe

aaj nahi to kal mil jayega uska pata

kahta hain ye mausam, chha rahi hain kahin pe ghata

panchhi gaa rahe hain, inse puchhungi tera pata

sapne saajan ke, de rahe ab humko sada

l l la, l l la

l l la, l l la

meri julfo ko chhede, diwani ye pagal hawa

sapne sajan ke, de rahe ab humko sada

sapne sajan ke, de rahe ab humko sada

Explore this song