Roman script

yun to hai baate bohat, si dil ki aur dildaar ki

yun to hai baate bohat, si dil ki aur dildaar ki

aao sunayen hum tumhe, aaj ek kahani pyaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

nadiya kinaare gaaon me

ek gulmohar ki chhanv me

jab do dhadkte dil mile

tab daliyo par gul khile

mosam ne li angadaiyan

gaane lagi tanhaiyan

rimjim phuharo me milan

barsaat me do jalte badan

ek bekhudi chhaan gayi

shayad milan rut aa gayi

chaand tha dildar ka

aur chandani thi yaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

aao sunayen hum tumhe

aaj ek kahani pyaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

tab ek azab kissa huaa, ye pyaar bhi sapna huaa

paagal hawa aisi chali, daali se bichhadi har kali

wo ek andheri raat thi, roti hui barsaat thi

dil tutne ka shor tha, wo aansuo ka zor tha

mosam ujad ke reh gaye 

do dil bichhad ke reh gaye

lag gayi iss pyaar ko bhi

kyun nazar sansaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

aao sunayen hum tumhe

aaj ek kahani pyaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

main sochta hoon jaane

kyun saare deewane pyaar ke

ek din juda ho jaate hai

dil jeet ke jaan haar ke

barbaad hoti preet hai

duniya ki kyun ye reet hai

jab ishq hai khud hi khuda

hote hai kyun do dil juda

yun hi agar bichhdenge

sab ek din akela hoga rab

tab usse maloom hoga

khat kya hai pyaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

aao sunayen hum tumhe

aaj ek kahani pyaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

yun to hai baate bohat

si dil ki aur dildaar ki

aao sunayen hum tumhe

aaj ek kahani pyaar ki

aaj ek kahani pyaar ki

Explore this song