Roman script

kaha ud chale hai man pran mere

kaha ud chale hai man pran mere

kise khojte hai madhur gan tere

ho kaha ud chale hai man pran mere

kaha ud chale hai 

bahare nichawar hui phul ban par

tamnna ki kaliya khili phul ban kar

bahare nichawar hui phul ban par

tamnna ki kaliya khili phul ban kar

khile phul paankho me arman mere

ho kaha ud chale hai man pran mere

kaha ud chale hai 

madhur gandh kiska sandesha hai layi

hridya ki hui hai hriday se sagai

madhur gandh kiska sandesha hai layi

hridya ki hui hai hriday se sagai

chale aa rahe hai mehman mere

ho kaha ud chale hai man pran mere

kaha ud chale hai 

hawao se kah do jara dhire dole

kaho bulbulo se jara dhire bole

hawao se kah do jara dhire dole

kaho bulbulo se jara dhire bole

wo muskan meri wo wardan mere

ho kaha ud chale hai man pran mere

kaha ud chale hai man pran mere

kise khojte hai madhur gan mere

ho kaha ud chale hai man pran mere

kaha ud chale hai

Explore this song