Roman script

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do 

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do 

ki saari sharabe milakar pila do

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do 

ki saari sharabe milakar pila do

ki saari sharabe milakar pila do

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do 

ye do ghut pine ko kyu rind tarse

ye do ghut pine ko kyu rind tarse

ye maikhane par jhumkar kyu n barshe 

ye maikhane par jhumkar kyu n barshe 

ghatao ko bhi tum sharabi bana do

ki saari sharabe milakar pila do

ghatao ko bhi tum sharabi bana do

ki saari sharabe milakar pila do

ki saari sharabe milakar pila do

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do 

nashe me uda do hya ko sharm ko

nashe me uda do hya ko sharm ko

jara jhum lene do lutpho karm ko

jara jhum lene do lutpho karm ko

jo ruh pe hai parda use bhi jala do

ki saari sharabe milakar pila do

jo ruh pe hai parda use bhi jala do

ki saari sharabe milakar pila do

ki saari sharabe milakar pila do

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do 

pila do tum apni nigaaho se itni

pila do tum apni nigaaho se itni

jarurt nashe ki hai rindo ko jitni

jarurt nashe ki hai rindo ko jitni

mere hosh ko bhi hwa me uda do 

ki saari sharabe milakar pila do

mere hosh ko bhi hwa me uda do 

ki saari sharabe milakar pila do

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do 

ki saari sharabe milakar pila do

ki saari sharabe milakar pila do

kahan tak nashe ka hai jadoo bata do

Explore this song