Roman script

kahan kho gayi hai bahar aate aate

bahar aate aate

mila gam ye kaisa karar aate aate

kahan kho gayi hai bahar aate aate

bahar aate aate

mila gam ye kaisa karar aate aate

kahan kho gayi hai

hai dil duba duba najar khoyi khoyi

najar khoyi khoyi

hai dil duba duba najar khoyi khoyi

najar khoyi khoyi

najar khoyi khoyi

ye kya rang laya hai pyar aate aate

kahan kho gayi hai

wo jinpe bharosa kiya humne wo bhi 

kiya humne wo bhi 

wo jinpe bharosa kiya humne wo bhi 

kiya humne wo bhi 

badalne lage aitabaar aate aate

kahan kho gayi hai

tadapne de mujhko meri bekarari

meri bekarari

meri bekarari

ke aata dil ko karar aate aate

kahan kho gayi hai bahar aate aate

bahar aate aate

mila gam ye kaisa karar aate aate

kahan kho gayi hai

Explore this song