Roman script

meri yeh kaisi sazaa hai

teri yeh kaisi khata hai

manzilein mujhse khafa hai

mere khwaab kyun mujhse judaa hai

kahaan hai tu khuda

kahaan hai yeh bata

na khushi na toh dard jiyega

kaun lakiron ki raah siyega

sasein kuch be-bas hai kuch bezaan

kismat kyun aisa karti hai

patthar ka kyun dil rakhti hai

dhoka dekar banti hai anjan

kahan hai tu khuda

kahan hai yeh bata

ab tu kyun khamosh hua hai

saya mera kuch mujhse khafaa hai

khali haath kyun lauti meri duaa

aaj kahunga main chup na rahunga

jitni saza de uttni sahunga

tera diya har zakham ab mera

kahan hai tu khuda

kahaan hai yeh bata

Explore this song