Roman script

kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum 
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai 
hume to yaki hai ke jannat yahi hai 
yahi bas yahi do dilo ka jaha hai
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum 
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai 
hume to yaki hai ke jannat yahi hai 
yahi bas yahi do dilo ka jaha ahi
yaha aake dil bas yahi chahta hai 
sanam tum mujhe apni baaho mein lelo 
mera dil bhi kahta hai sharmana kaisa 
jawani ke din hai, jawani se khelo 
behak bhi gaye to, nayi baat kya hai 
behakne ke din yahi, abhi dil jawa hai 
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum 
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai 
ye rangin vaadi me saanso ki garmi 
hai aisi ke saara badan jal raha hai 
mera haal bhi hai tumhare hi jaisa 
mere husn ka bhi mann jal raha hai 
bhdakte huye pyar ka hai ye shola 
bada hi mehakta huwa ye sama hai 
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum 
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai 
yaha aake dil bas yahi keh raha hai 
koi hume badhke gale se laga le 
tumhare ye behke kadam keh rahe hai 
badan apna kar do kisike hawale 
magar main tumhe apni baaho mein lelu 
abhi apna aisa mukaddar kaha hai 
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum 
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai 
hume to yaki hai ke jannat yahi hai 
yahi bas yahi do dilo ka jaha hai

Song details

singer: Mohammed Aziz, Lata Mangeshkar