Roman script

kaha the raat ko, hamse zara nigaah mile

talaash me ho ke, jhutha koi gawah mile

kaha the raat ko

ye maze ki ladaai, ye hai maze ka milaap

ke tujhse aankh ladi, aur phir nigaah mile

ke tujhse aankh ladi, aur phir nigaah mile

kaha the raat ko

tera gurur samaya hai, is kadar dil me

tera gurur samaya hai, is kadar dil me

nigaah bhi milau jo, baadshah mile

nigaah bhi milau jo, baadshah mile

kaha the raat ko

masar usme hai ke, milne se koi milta hai

mile to aankh mile dil, mile nigaah mile

mile to aankh mile dil, mile nigaah mile

kaha the raat ko, hamse zara nigaah mile

talaash me ho ke, jhutha koi gawah mile

kaha the raat ko

Explore this song