Roman script

kaha jayiyo kaha jayiyo najriya churai ke hamse
ho kaha jayiyo kaha jayiyo ho kaha jayiyo
gori gusse mein ho gori gusse mein haye gusse mein 
daaman chhudaaye hamse oye oye oye
kaha jayiyo najriya churaayi ke hamse
ho kaha jayiyo
nagan goriya chale chhal aise haye
laute karejwa pe haye saanp jaise
laute karejwa pe haye saanp jaise
kaabu kari kaise jiyra pe apne
kauno jatan to batahiyo batahiyo re 
kaha jayiyo kaha jayiyo najriya churaayi ke hamse
ho kaha jayiyo ho haa haye haye haye
tohare bagair ham duniya bhulai de 
tohari dwaari pe duhani ramayi de 
tohari dwaari pe duhani ramayi de 
jab ban ke jogi ho jab ban ke jogi
fir bas ke kaise na ayiyo na ayiyo re 
kaha jayiyo kaha jayiyo najriya churaayi ke hamse
ho kaha jayiyo

Song details

Song video

Watch on YouTube