Roman script

kaha ja raha hai tu ai jane vale

kaha ja raha hai tu ai jane vale

andhera hai man ka diya to jala le

kaha ja raha hai tu ai jane vale

kaha ja raha hai

ye jivan safar ek andha safar hai

ye jivan safar ek andha safar hai

bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai

bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai

sambhalta nahi dil kisi ke sambhale

kaha ja raha hai tu ai jane vale

kaha ja raha hai

jo thokar na khaye nahi jeet uski

jo thokar na khaye nahi jeet uski

jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski

jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski

nisha manzilo ke ye pairo ke chhale

kaha ja raha hai tu ai jane vale

kaha ja raha hai

kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai

kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai

bade se jaha me tera ghar kaha hai

tera ghar kaha hai, tera ghar kaha hai

jo bandhe the bandhan vo kyo tod dale

kaha ja raha hai tu ai jane vale

kaha ja raha hai, kaha ja raha hai

kaha ja raha hai, kaha ja raha hai

Explore this song