Roman script

kaha ho kanhaiya, kaha ho murari 

bulati hain tumko ye dasi tumhari 

kaha ho kanhaiya, kaha ho murari 

bulati hain tumko ye dasi tumhari 

kaha ho kanhaiya

pukaru tumhe aa gokul ke gwale 

pukaru tumhe aa gokul ke gwale

mata yasoda ke godi ke pale 

pukaru pukaru pukaru 

kaha ho kanhaiya, kaha ho murari 

bulati hain tumko ye dasi tumhari 

kaha ho kanhaiya

mujhe apni chhaya me girdhar chhupa lo 

mujhe apni chhaya me girdhar chhupa lo 

dhri rang charno me apne bula lo 

bula lo bula lo bula lo 

kaha ho kanhaiya, kaha ho murari 

bulati hain tumko ye dasi tumhari 

kaha ho kanhaiya, kaha ho murari 

bulati hain tumko ye dasi tumhari 

kaha ho kanhaiya

kaha ho, kaha ho

Explore this song