Roman script

kaha gayi mamta bhare din

kaise koi jiye maa tere bin

kaha gayi mamta bhare din

kaise koi jiye maa tere bin

o maa tujhe mai dundhu kaha

ho ma ke bina suna hai jahan

kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka

koi kah de kya hoti hai maa

aakhir maa hoti hai maa

hatho se khilai ke

baho me jhulaike

bahane ki raho me najare bicha di

loriya sunai ke hamko sulai ke

apna na socha hampe nind bhi luta di

maa ki parchai ha hai mera bhai

kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka

koi kah de kya hoti hai maa

aakhir maa hoti hai maa

babul ka pyar tu

maa ka dular tu

tere maa babul ki yaad bhi na aayi

tu hamara beer hai ye bhi hamari taqdeer hai

behno ki rakhi chume baiya ki kalai

dhup kya pata nahi gham kya pata nahi

tere saye me mamata ki chanv hi mili hai

aanshu kya pata nahi

dard kya pata nahi

tere angana me ye kaliya phul si khiliu hai

maa ki parchai hai hai mera bhai

kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka

koi kah de kya hoti hai maa

aakhir maa hoti hai maa

tere jaisi ha hoti hai maa

mamata bhare har pal har din

kaise milenge bhaiya hame tere bin

tere jaisi ha hoti hai maa

mamata bhare har pal har din

kaise milenge bhaiya hame tere bin

chahe koi dhund le jahan

aisa bhai milega kaha

hai ye dua har bhai

bhai ho teri tarah

maa jaisi sheetal purvaiya

aakhir hai apna bhaiya

lyrics typed by : priya bhati

Explore this song